Sunday, October 7, 2012

Diwali Songs

Diwali is well-known for its five consecutive days of celebration in India. On these days, peoples involve themselves from various activities like throwing some parties. During those parties specially those large gatherings, they song and dance through the tune of some Diwali songs that can help to enhance their festive mood, specially those songs which brings the true essence of this festival.

These are some of collection of Diwali songs and lyrics that you can explore:

Collection of Diwali Songs


Mere Tumhare Sabke Liye Happy Diwali

Yeh Din Jahaan Mein Har Kahi Bhar De Roshani Usi Ke Pyar Ki
Dil Dil Se Woh Mila De Har Chehra Woh Khila De
Rut Laaye Aaj Khushiyon Ki
Yeh Din Yeh Din Jahaan Mein Har Kahi Kahi
Bhar De Roshani Roshani (Usi Ke Pyar Ki) - 2
Dil Dil Se Woh Mila De Har Chehra Woh Khila De
Rut Laaye Aaj Khushiyon Ki
(Mere Tumhare Sabke Liye Happy Diwali
Saare Sitaarein Uske Liye Happy Diwali) - 2

Ham Sabhi Mein Har Kisike Dil Mein Hai Wahi
Ho Zameen Ya Asmaan Ho Woh Hai Har Kaheen
Roshani - 3 Yeh Music Ka Naam Hain
Yeh Jahaan - 3 Saara Usi Ka Kaam Hain
(Usne Banayi Sabke Liye Happy Diwali
Saare Sitaarein Uske Liye Happy Diwali) - 2

Usne Kaha Ke Jab Main Kahu Aayega Woh Mere Liye
Kyun Na Bhala Main Duurr Rahu Aayega Woh Mere Liye
Usne Kaha Ke Jab Main Kahu (Aayega Woh Mere Liye) - 3
Duniya Meri Kaise Chamke Jaise Roshani Ne Roshani Ho Bhar Di Har Kahi
Duniya Saari Aaise Mehake Jaise Iss Khushi Mein Har Kali Ho Mehaki Har Kahi
(Aaj Jahaa Bhi Tum Raho Chalo Saath Hamare Ab Kaho Say (Happy Diwali) - 2
Aaj Miley Tumse Koi Use Tum Bhi Bade Dil Se Milo Say (Happy Diwali) - 2) - 2
Mere Tumhare Sabke Liye Happy Diwali

Aayee Abb Kee Sal Divalee

aayee abb kee sal divalee munh par apne khun male
aayee abb kee sal divalee
charon taraf hai ghor andhera, ghar me kaise dip jale
aayee abb kee sal divalee

balak tarse phuljhadiyo ko, (dipo ko divare -2)
mann kee godee sunee sunee, (aangan kaise sanvare -2)
rah me unakee jao ujalon ban me jinakee sham dhale
aayee abb kee sal divalee

jinke dam se jagmag jagmag (karatee thee yeh rate -2)
choree choree ho jatee thee (man se man kee bate -2)
chhod chale woh ghar me amavas, jyoti lekar sath chale
aayee abb kee sal divalee

tap tap tap tap tapke aansu, (chhalki khalee thalee -2)
jane kya kya samjhatee hai (aankho kee yeh lalee -2)
shor macha hai aag lagee hai katte hain parvat pe gale
aayee abb kee sal divalee munh par apne khun male
charon taraf hai ghor andhera ghar me kaise dip jale
aayee abb kee sal divalee

Aayi Hai Diwali

Aa Ra Ra Ra Ra Ra Oh Mere Sajna
Fatakda Phoot Ne Wala Hai De Taali
Aayi Hai Diwali Suno Ji Gharwaali
Aayi Hai Diwali Suno Ji Gharwaali
Tere Kangane Ne Dil Dhadkaya Hai
Lage Sajna Mera Aa Ra Ra Ra Ra
Lage Sajna Mera Aa Ra Ra Ra Ra
Lage Sajna Mera Aaj Paglaaya Hai
Lage Sajna Mera Aaj Paglaaya Hai
Aayi Hai Diwali Suno Ji Gharwaali
Tere Kangane Ne Dil Dhadkaya Hai
Aa Ra Ra Ra Ra Ra Sajna Paglaaya Hai
Aa Ra Ra Ra Ra Ra Sajna Paglaaya Hai

Tera Singaar Laga Bahar Aaya Re
Aaya Tujhpe Hum Ko Pyaar
Mardo Ka Kya Bedardo Ka Kya
Kya Jaano Tum Kya Hota Hai Pyaar
Kyon Bhala Hum Kare Tum Pe Aitbaar
Bhole Hoton Ki Laali Dole Kaano Ki Baali
Teri Chunri Ne Jalwa Dikhaya Hai
Lage Sajna Mera Aa Ra Ra Ra Ra
Lage Sajna Mera Aa Ra Ra Ra Ra
Lage Sajna Mera Aaj Paglaaya Hai
Lage Sajna Mera Aaj Paglaaya Hai

Charo Taraf Diye Jal Rahe
Dehko Ji Dekho Yeh Kya Keh Rahe
Kahin Pe Nigahein Kahin Pe Nishana
Hum Jaante Hai Yeh Kissa Purana
Na Karo Dillagi Chhodo Sataana
Tu Yeh Maane Na Maane Hum Hai Tere Dewaane
Dekho Mausam Mohabbat Ka Aaya Hai
Lage Sajna Mera Aa Ra Ra Ra Ra
Lage Sajna Mera Aa Ra Ra Ra Ra
Lage Sajna Mera Aaj Paglaaya Hai
Lage Sajna Mera Aaj Paglaaya Hai

Yaaro Meri Maano Miya Biwi Ke Rishte Ko Jaano
Pyaaro Oh Mere Pyaaro Kya Hai Jeevan Tum Yeh Pehchano
Chhodo Chhodo Chhodo Takraar Karlo Karlo Karlo Pyaar
Oh Chayi Nakhrewali Gharwaali Hai Gharwaali
Oh Chayi Nakhrewali Gharwaali Hai Gharwaali
Sara Sansaar Is Mein Samaya Hai
Lage Sajna Mera Aa Ra Ra Ra Ra
Lage Sajna Mera Aa Ra Ra Ra Ra
Lage Sajna Mera Aaj Paglaaya Hai
Lage Sajna Mera Aaj Paglaaya Hai
Aayi Hai Diwali Suno Ji Gharwaali
Tere Kangane Ne Dil Dhadkaya Hai
Aa Ra Ra Ra Ra Ra Sajna Paglaaya Hai
Aa Ra Ra Ra Ra Ra Sajna Paglaaya Hai

Video for Diwali Song

More Diwali Songs

No comments:

Post a Comment

We will not approve any comments with backlinks. Do not waste your time.
However we can add links If you need in a new post.
For that please fill a reply here and we will contact us here
http://greetingcardtips.blogspot.com.au/p/media-kit.html